Yeh Rs.300/- wala incident pre-planned tha... main yakeen ke saath keh sakta hun... Uske shabdon se mujhe yakeen hua yeh pre-approval hai...
Yeh log 100 se jyada tareeke, kaarnaame, hathkande aazma chuke hai...mujh par...
Par yeh nahi jaante ki main us Maa ka beta hua, jisne kabhi Sangharsh se haar nahi maani...
In logon ne mujhe 2 times, do baar jaan se maarne tak ki koshish ki... Four wheeler se... Aur dialogue kya maarta hai Khaaki "ghabraiye nahi, aapko jaan se nahi maar denge..."
Inhone mere bank records, lic policies, investment, telephone records...sab kuch khangal liya... Yahan tak ki jis Notes se main purchasing karta tha, usko bhi track kiya... 786 numbers ke notes ki bhi tracking ki... mera lic ka cheque rakh liya...
Na jaane kitne logon ko inhone call ki... Mukhbir lagaye... Mera peecha karwaya... Mujhe tarah-tarah se daraya gaya, beh dikhaya gaya...
100 se jyada tareeke aazma chuke hai...
Par yeh nahi jaante ki main us Maa ka beta hun, jisne lakhon mushkilo, musibaton ke baar bhi kabhi haar nahi maani... Subah 4:00 uthkar Job pe jaati thi...
In Charon Chor-Bhastachari ne meri mehnat-imandari ke Rs.300/- hazam kiye hai... 100 guna Bad-Dua dunga un Charon ko... Aur meri Bad-Dua to janmo-janmo tak peecha nahi chhodane wali hai...
Main to kehta hun Rab jis-jis ne meri mehnat-imandari ki kamai hazam ki hai uska 1000 guna usse nikale....
Read More