Humse keh rha tha Mi..Mi..mat kro... Mimiyaon nahi... Hum Sir, Sir, Ji, Ji, Lakhnau ke Tehzeebjaade ki tarah baat kr rhe the... Humse keh rha Mimiyaon mat... Mi...Mi...mat kro...
Rs.300/- le liye Traffic Police walo ne....Bhastachari sabke sab... Charon ke Charon Bhastachari... Mil-Baat kar kha gaye Meri mehnat-imandari ki kamai...
Samajwadi Party Office wale mod pe... Wahi gumti bani hui hai... Wahi chaurahe pe kurshi daale baithe rahte hai Chor...
Pehle socha phone kare aur kahe Party Office se 10-15 log bhej dijiye... Humgama kare abhi chaurahe pe .... Fir socha jaane do...
Par hamari Mehnat-imandari ki kamai li hai... Tab se abhi tak 300 se jyada Bad-Dua de chuka honga Charon ko... Agar inke Ghar mein jawan ladka ho to Truck se chuchal kar mare Rab kare... 300/- rupiya uski Arthi pe jaye... Charon ke Charon Sadak Hadsa mein chuchal kr mare... Subah-Subah Newspaper mein yahi khabar aaye...
Meri mehnat-imandari ki kamai khaye hai Bhikhari saalo nu...
Hum keh rhe the Sir...abhi 10 tareek hui hai... Poora mahina baaki hai.... Private job karte hai... Aap jante hai Private job mein kitne salary milti hai aajkal... Saale 500/- rupiya rakh le rahe the... Chor-Bhastachari... Itni minnat ke baad 200/- rupiya wapas kiya... Woh bhi ehsaan jata raha hai ki aapko riyayat de rahe hai... Chor... Charon ke Charon Bhastachari Chor....
300 se jyada Bad-Dua de chuka hu abhi tak... Aur Meri Bad-Dua to janmo-janmo tak peecha nahi chhodati hai. ... Inki Arthi pe 300/- rupiya jayega. ... Inke parivar walon ki Arthi pe 300/- rupiya lagega... Sach keh rha hai...
Is Sarkar mein upper se lekar neeche Tak sab Chor-Bhastachari hai...
Apne Ghar ka to purana lafda hai... Uska attitude nahi badalega... Breakfast+Tea+Lunch baahar hi karte hai... Dinner kisi tarah kar lete hai... Ik to Restaurant mein roz-roz rupiya kharcha kare, hota nahi... Dusara time-himmat nahi hoti... Tesara tiffin lagwa le to receiving ki tension ya fir uske Ghar se Roz collect kare...
Isko Daal/sabji mein dhaniya dalne mein problem hoti hai.... Chai mein adrak dalne mein problem hoti hai.... Aata gundane mein problem hoti hai.... Roti belne mein problem hoti hai. ... Isko list bahut lambi hai...
Hum stamp paper pe likh kar de sakte hai iska attitude kabhi nahi change hoga... Problem attitude ki hai. ..
Jaane do... Chhodo. .. isko rehno do...
Mera dimaag 300/- rupiya ko lekar bahut kharab hai. ... Meri mehnat-imandari ki kamai thi... Chor-Bhastachari ne hazam kar li... Kha gaye Chor-Bhastachari....
Read More